Mayyat ko Ghusl dene ka sahih aur shar'i tarika ye hai:
۩1。 Wafaat ke fauran baad mayyat ka mu’n、ankhei’n band ki jaaei’n、baazu aur tangei’n aur hath、paou’n ki ungliya’n bhi seedhi kardi jaaei’n。 Nez Kameez aur baniyaan wagaira utaar kar chaadar se mayyat ka badan dhaa’np diyajaae。 Mayyat ke baazu、gale、ya pindli mein koi taweez dhaaga ya kadaa waghaira ho to ise utaar dei’n。
۩2。 Paani ke andar Bairi ya neem ke patte ubaal liye jaaei'n(Bairi ke patte istemal karna afzal hai)fir yahi paani istemaal kiya jaaye aur lakdi ka ya koi aur takhta aisi jagah rakha jaaye jaha'n paani ka nikaas asaan ho、mayyatkoはtakhtepar litaayajaaeです。 Naaf(navel)se ghutno’n(knee)tak ki jagah kapde se dhaa’np di jaaye aur dauraan e ghusl siwaye majboori ke mayyat ki sharmgaah par na hi nazar pade aur na hi kapde ke bagair ise haathlage。
注:Ghusl ke liye pani itna garam na ho ki agar usse zinda shaks ghusl kare to use takleef ho kyuki mayyat ko bhi waisi hi takleef hoti hai jis tarha zinda shaks ko hotihai。
۩3。 Agar jism zakhmi ho aur is par pattiya’n bandhi hui ho’n to ehtiyaat se pattiya’n khol kar rooi(cotton)aur upar tayar kiya hua paani se aahista aahista zakhm dhoe jaaei’n。 Har kaam ki ibtedaa daei’n taraf se karei’n siwaae iske ke sirf baei’n jaanib tawajjo ki mustahaq ho(つまり、必要に応じて)。
۩4。 Mayyat ko sar aur peeth par hath laga kar halka sa utha kar naaf ki taraf haath se mayyat ka pet 2 ya 3 bar halka sa dabaya jaae(taake andar ki gandagee imkaani had tak khaarij ho jaae)fir baei'n hath par kapde ka dastana wagaira(jo kafan ke sath banaaya jaata hai)pahen kar pahle paani se iska istinjakarei'n。 Agar zer e naaf balo’n ki safaai baaqi ho to karlijaaye。
注:Istinja ka matlab sharmgaah ko dhona aur saafkarna。
۩5。 Naak、daa’nt、mu’n ka khilaal aur kano’n mein acchi tarha geeli rui pher kar inki alag se safaai karli jaae take baad mein wuzu ke dauraan 3 dafa se ziyaada na dhonapade。
۩6。 Bismillah padh kar mayyat ko shar'i wuzu karaayajaae。 Wuzu ka tarika ye hoga ki mayyat ka munh aur naak paani se saaf kiya jaye、mayyat ka chehra aur hath(kohniyo tak)dhoye jaye、sar aur kaano ka masah karwaya jaye、fir mayyat ke paao dhoyejaye。
۩7。 Sar se shuru karte hue hasb e zaroorat sabun istemaal karte hue puree jism ko(zarurat ke mutabik)3 ya 5 ya 7 martaba acchi tarha dhoei’n。 Akhri dafa nahlaate waqt paani me kuch kafoor(camphor)milaalei’n。
Mayyat ko 2 ya kisi aur ginti me bhi dhoya ja sakta hai lekin mayyat ko taak(odd)ginti(3,5,7)me dhona mustahab hai aur hadees ke mutabikhai。
ノート:
1.寒天MayyatKhwateen ho toh inke baal khole、unhe dhoye fir unki teen chotiyanbanaein。 [Sahih al Bukhari、hadith-1254、1260。]
2. Ghusl ki shuruat daayi taraf se ki jaye aur us hisse se shuruat ki jaye jis hisse se wuzu ki jati hai、yaani pahle upar ke daaye hisse fir upar ke baaye hisse fir niche ke daaye hisse aur fir niche ke baaye hissese。 [Sahih al Bukhari、hadith-1255。]
3. Mayyat ke sath aesa koi amal na kiya jaye jo agar ek zinde shaks ke sath kiya jaye to use takleef ho kyuki Mayyat ko bhi utni hi takleef hoti hai jitni ek zinda shaksko。 Ummul Mu'minin Ayesha r.a. farmati haikiRasoolAllahﷺnefarmaya、 "Murde Ki Haddi Todna Zinde Ki Haddi Todne Ki Tarha HiHai。" Sunan Abu Dawud、hadith-3207、Sahih byAlbani。
アラブケヤハ寒天マヤットキハディシディナホラヒホティトハディトディジャティティ。
4. Ghusl ka ye Tareeqa afzal hai、taaham kisi tarha bhi ghusl diya jaye wo kaafi hoga bas shart ye hai ke saare jism par pani bahaya jaye aur jism ki achi tarhan safai kijaye。
5. Aurat hi aurat ko ghusl de sakti hai aur mard hi mard ko ghusl de sakta hai siwaye iske ke mard aur biwi ek dusre ko ghusl de saktehai。
6. Yaad rahe ke ghusl e Mayyat ka tareeqa bhi takreeban ghusl e janaabat waala hai albatta、ghusl ke dauraan Mayyat ka aur iske jism ke izzat ka bohot khayal rakhnachaahiye。
7. Jo shaks Mayyat ko Ghusl deta hai uska ghusl karna Mustahabhai。